Tuesday 17 October 2017

Youtube Channel Par Subscribers Badhane Ki 20 Best Tips

Youtube Channel Par Subscribers Badhane Ki 20 Best Tips

By inzmam khan



Youtube  video bana kar online money earn karne ka sabse acha way hai. google ne YouTube par ye service di huyi hai ki aap YouTube par video upload kar ke AdSense adske throw online paise kama sakte hai. but uskeliye YouTube par aake 5000-10000 subscribers hone chahiye. jo aapke video upload karne par aapki video dekh sake or apne friens ke sath share kar sake. aaj is post me mai aapko YouTube subscribe badhane ke 20 important ways ke bare me bta raha hu. aapinhe follow kar ke apne YouTube channel ke subscribe badha sakte ho.

Agar aapke YouTube channel par 10,000 subscribers hai or aapko video banane ki basicjankari hai  to aap 10,000 to 30,000 per month aasani se kama sakte ho. ab important bat ye hai ki itne sare YouTube subscribers pane ke liye kya kare. apne YouTube channel par 10,000+ subscribers badhane ke liye aapko YouTube par niche diye gaye step follow kar kar video upload karni hai. or aap bahut jaldi apne YouTube channel par subscribers increase hote dekhoge.

Youtube par jyada paise kamane walo me wo log sabse aage hai jo kisi na kisi technology kebare me jankari ki video banate hai. examply jaise mai supportmeindia ke liye video banata hu. aysi video ko public jyada dekhti hai.Becoz aaj ke is badlte jamane me log ek jagah par sabkuch ki jankari pana chahate hai. jo ki unhe video me aasani se mil jati hai.

Youtube Par Subscribers Badhane Ke Top 20 TarikeAgar aapka allready koi YouTube channel hai or aap is waqt YouTube par video upload karnewale person ho to achhi bat hai or agar aapka koi YouTube channel nahi hai to pahle aap apnaYouTube channel bana le or use monetize kar le. uske bad ye post pade or apne YouTube subscribe badhane ke bare me sikhe.Wese agar aap achhi or logo ke kam aane wali video banaoge to log aapko khud be khus subscribe karenge. but is post me mai aapko jo tarike bta raha hu. unhe follow karke aap apne viewers ko or jyada lubha sakte ho.

1. Make Complete Setting Your Youtube Channel-

Youtube par work start karne se pahle apne YouTube channel ko complete set up kar le. jaise YouTube banner, video message, verification, custom links etc. isse aapke viewers ko aapke bare me puri jankari milegi. jab koi aapki video dekhega or use aapki video pasand aayegi to aapke channel par jayega or aapke bare me thoda bahut janne ki koshish karega.Agar use aapke YouTube channel par aapke bare me complete jankari mil jayegi ki aap yaha kyo or kiske liye video upload karte hai towo aapke bare me jan kar subscribe jarur karega.Uncomplete channel ko 10% users bhi subscribe karna pasand nahi karte hai. isliye ye meri highly recommend hai ki YouTube par adhik subscribe pane ke liye sabse pahle apne YouTube channel ki complete settings set kare.


2. Personalize Video Thumbnails-
Video upload karte time video ke liye video se related koi acchi thumbnail banaye or video par set kare. bahut se new YouTube users ise ignore karte hai. YouTube viewers video thumbnail ko dekh kar bahut jyada dekhna chahate hai.

3. Create Youtube Channel Trailer

Youtube ne YouTube users ke liye ek bahut hi acha feature diya hua hai channel trailer add karne ka. isme aap apne channel ke bare me video bana kar set kar sakte hai. ye trailer auto play hota hai. jab koi aapke YouTube channel ko open karega to sabse pahle use ye trailer dikhega. YouTube channel trailer banane ke liye yaha click kare.Jis tarah new movie release hone par uske bare me short video bana kar trailer bana kar audience ko dikhaya jata hai. jisse log us movie ko jyada like kar sake. same wese hi aap apne YouTube channel ke liye ek shoer trailer bana sakte hai or apne channel par subscribers badha sakte hai.

4. Add Subscribe Button in VideoYoutube ka ek feature or bhi hai YouTube watermark ka jis se aap apne video me subscribe button add kar sakte ho. isse jab koi aapki video dekhega to wo video me show hone wale subscribe button par click kar ke direct aapke YouTube channel ko subscribe kar sakte ho


5. Create 3-5 Minutes Videos

Aksar dekha gaya hai ki YouTube par 3-5 minutes ke video ko log sabse jyada pasand karte hai or sabse jyada dekhte hai. iski sabse badi wajah hoti hai ki log sochte hai ki sirf 5 minutes ka video hai isme meri kitni MB lagegi. yaha mera matlab ye nahi hai ki aap 1-2v minutes ke hi video banane lago.Becoz 3 minutes se kam time ke videos par AdSense ads show hone me problem hoti hai or agar aapke video me ads show nahi honge to aapki income kaise hogi.Jyada long video bana kar apne viewrs ko boring nahi kare or jitna ho sake utne short video me viewers ko samajhane ki koshish kare. isse log aapko jyada pasand karenge.


6. Edit Video Before Upload

Video ko YouTube par upload karne se pahle usme jaruri editing kar le or usme se bina kam ki files ko hata de. isse viewers ko boring nahi hogi. sath hi aap video editing karte samay apne video me extra features bhi add kar saktehai. jisse aapke visitors video ko or bhi pasand kare.Video upload karne se pahle editing bahut jaruri hoti hai. agar aapke ek video me bhi bina kam ki jankari mili to log aapko unsubscribe kar sakte hai.


7. Optimize Video Descriptions

Actually YouTube par features option me aysa option hota hai jisme aap ek jagah apne new video ke liye default descriptions add kar saktehai. so bahut se log ek bar isme apni details likh kar use fir optimize nahi karte hai.Jisse aapke visitors ko aapke sare videos par ek hi description dekhne ko milti hai. natijan koi ek bar aapke video ki description padne ke bad dubara us par focus nahi kartya hai. so aap har bar video upload karte time video ke bare me jarur likhe.Slw internet connection use karne wale viewers viseo dekhte time jab video browsing ruk jati hai to video description padna pasand karte hai. ayse me agar aap video desription me video ke bare me or apni website ya dusre videos ke links add kar de to viewers aapke dusre videos par bhi ja skata hai.


8. Use Keyword In Video Title

Video upload karte time video ke title me top keyword use kare. jisse aapki video search engine me achi position me aa sake or aapko jyada viewers mil sake. ayse me aapko jyada audience milenge to aapke channel pa subscribes bhi badhenge.Youtube video ko bhi aap blog post ki tarah SEO friendly bana sakte hai. jis se aapko search engine se acha result mil sake.


9. Comment on Other Videos

Dusre YouTubers ke videos par commnet kare.jaha tak ho sake latest video par commnet kare. ayse me jab koi aapki commnet ko dekhega to wo aapke YouTube channel par aa sakta hai. or aapko subscribe kar sakta hai. many success YouTubers is tricks ko follow karte hai. aap bhi try kar sakte hai.Comments ek sabse acha or free tarika hai apne YouTube channel ko viral karne ka. agar aap video banane me ghanto time laga sakte ho to 1-2v hours nikal kar other videos par commnets bhi kar sakte ho.*.Blog Ke Liye Comments Kyu Jaruri Hote Hai

10. Share Video on Social Media

Youtube par video upload karne ke bad use facebook, google plus, twiiter jaisi social sites par bhi share kare. isse social users ko aapke video ke bare me pata chalega or wo aapke videos dekh sakte hai. aapke YouTube channelko subscribe kar sakte hai.Agar aapka koi YouTube channel hai to jahir hai aap facebook, twitter social network use karte honge. to social sites ka fayda uthaiye orapne videos share kar ke apni income increase kijiye.


11. Create Platform on Social Sites

Jab aap YouTube par video upload kar ke paia kamana hi chahate ho to apne YouTube channel ke name se facebook twitter, google+ par account bana le or apni new video ko un par share kare. isse social users aapse social media par direct contact kar sakte hai.
Mera matlab hai dosto aap Facebook par apne channel ke naam se page bana sakte hain or group bhi.

12. Ask & Invite Your Friends

aaj kal har koi internet use karta hai or sabka social sites  par account bana hota hai. so aap apne friends ko YouTube channel ko subscribekarne ke liye kah sakte ho.aap sirf apne friens ko subscribe karne ke liye invite kar sakte ho. ads par click karne ke liye nahi. aysa karne par aapka AdSense accont ban ho sakta hai.

13. Optimize Video Meta Data

Video meta data video ke title, description, thumbnails and tags ko kahte hai. aap jab bhi video upload kare to video ki meta data set kiya kare. aap pahle se upload kiye gaye videos ki bhi meta data optimize kar sakte hai.

Video meta tags editing sabse important hoti hai. ise ignore kar ke aap YouTube par apne video viral nahi kar sakte. so ab tak na ki ho to ab is tips ko follow karna start kar de.

14. Use Youtube Subscribe Button on Your Site

Agar aapki koi website blog hai to aap usme YouTube subscribe button add kar ke bhi apne YouTube channel par subscribers badha sakte hai. YouTube ne iska option allready diya hua hai.Aap YouTube subscribe button bana kar use apni website ya blog me add kar sakte hai. isse aapki site ke visitors aapko direct site par subscribe kar sakte hai.

15.Add Subscribe Details Video Ending-

Apne viewers ko video ke end me YouTube channel ko subscribe karne ke liye kahne se bhi YouTube channel par subscrib badhaye ja sakte hai. aap jab bhi koi video banao or use edit karo to video ke end me text or voice kaise bhi jaisa aapko best lage. viewsers ko channel subscribe karne ke liye kah sakte hai. YouTubepar most popular YouTubers is tips ko follow karte hai.Jaha tak ho sake video ke last me aap voice me hi ending subscribe message add kare. boecoz text message se jyada voice message par viewers jyada focus karte hai.


16. Focus Your Viewers Interest

Kuch log  lagatar video upload karte rahte hai. ye soch kar ki jab video bahut sare upload karunga to subscribers or viewrs badh jayenge. aysa nahi hai aap bina matlab ki video upload karke YouTube se paise nahi kam sakte hai.Agar aapko YouTube se paise kamane hai to apne viewers ke interset ke hisab se video bana kar upload karo. iske liye aapko apne subscribers ka interst pata karna hoga. don’t worry YouTube par iska option allready hota hai. aap YouTube analytics par apne viewers ke interest ka pata kar sakte ho ki aapke visitors ko kya pasand hai or kya nahi hai.Agar aap apne subscribes ke interst ko focus kar ke video bana kar upload karoge to aap 50 videos upload karne se pahle hi 1,000+ subscribers recieve kar loge. becoz ayse me aapko koi unsubscribe nahi karega. or agar aap aysa nahi karenge to subscrbie badhne ki jagah aapke channel par subscrbie kam ho jayenge.Becoz aapke subscribes ko jab unki pasand ki videos nahi milegi to wo aapke channel ko faltu samajh kar unsubscribe kar denge.

17. Make Partnership With Other Youtubers

Aap YouTube par jaisi bhi jankari ke video bana kar share kar rahe ho. aapko usse related YouTube par or bhi 10-20 channels mil jayenge. aap unke sath partnership kar sakte ho or apne channel par subscribe badha sakte ho. isse aapke sath aapke partner ko bhi fayda hoga so wo aasani se man jayenge.Jab aap kisi YouTubes ke sath partnership karoge to uske or aapke visitors ek ho jayenge.or isse aapke or uske dono ke channel par subscribe badhenge.
Adsense Ads Lagane Ke Liye Kya Blog 6 Months Purana Hona Jaruri Hai.


18. Don’t Copy Other Talent

Kabhi bhi kisi or video maker ke video banane ke tarike ko copy na kare. video aap apne hisab se apne tarike se banaye. jisse internet par aapki alag pahchan ban sake or aapko log jyada pasand kare. bahut se log aysa karte hai or aakhir me unhe paise ki jagah YouTube se nirasha milti hai.
Aeyse log aksar isi problem me rahte hai ki itniachi video banane ke bad bhi koi unki video dekhta kyu nahi. unse mai kahna cahunga ki copyright content ko koi bhi visitos pasand nahi karta or search engine bhi block kar deta hai.Copy karne se aapki video search engine me show nahi hogi or natijan aapko viewers ke name par ek bhi users nahi milega.


19. Add Other Videos

Youtube par video upload karne ke bad usme other videos add kare. jisse aapki videos dekhne ke bad viewers aapki dusri video bhi dekh sake. iske liye aap video editng option par ja kar add a channel option par click karke apni videos ko add kar sakte hai. ye videos video ke right side me show hote hai.aap chahe to yaha par apni site ka link bhi add kar sakte hai. or apne veiwers ko video se related jankari de kar jyada subscribers prapt kar sakte hai.


20. Create Latest News Videos

Last me mai aapko sabse important trick btane ja raha hu. jo upar di gayi 19 tips se bhi badh kar hai. actually aaj kal har koi new se new janna chahata hai. jiske bare me usne pahle kabhi na suna ho. ayse me agar aap newnew news par video bana kar upload karo to log aapko 100% like karenge.Or aap bahut jaldi YouTube par popular ho jaoge. kyuki log new jankari ki video khud dekhne ke sath sath dusro ko bhi uske bare me btate hai.Ye ek aysi trick hai jisse aap 6 month se pahle 10,000+ subscribers kama sakte ho. aaj ke is badlte jamane me aapko per day 1000ro new news mil jayegi. so try now and make money online on YouTube.



I hope aapko ye post pasand aayegi. or aapko isme kuch new sikhne ko milegi. to ab is post ko share kar ke apne dosto ke sath sath meri bhi help kijiye.Becoz jab aap is post ko apne dosto ke sath share karoge to unko to iska pata chalega hi muhe bhi aapki help se or jyada visitors milege. to aap meri help karna chahate hai to abhi post ko share kijiye

Ye post maine un YouTube users ke liye likhi hai jo mujhse bahut bar subscribers or video par views ke bare me pareshan the. ummid haiun logo ko is post me apne sawalo ke jawab mil jayenge.

Sunday 1 October 2017

Note - YouTube Channel के 10,000 Views हैं तभी कर पाएंगे Adsense Apply

5 साल पहले YouTube ने partner programme सभी Youtubers के लिए available किया था जिसके जरिये कोई भी youtuber अपना channel createकर, video upload कर उसमें monetization enable कर money earn कर सकता है।
कल YouTube ने एक नया नियम लागू किया है और वो यह है की “अगर आपके Channel का Lifetime view 10,000 के नीचे है तो आप अपने channel को monetize नहीं कर सकते, यानि की आप Adsense enable नहीं कर सकते।


अगर आपको अपने Channel में Ads enable करना है तो सबसे पहले आपको 10,000 lifetime views मिलने का इंतिज़ार करना होगा। उसके बाद ही आप अपने Channel को monetize कर सकेंगे।
और जब आप 10,000 views पर पहुँच जाते हैं तो आप Channel के लिए adsense apply कर सकते हैं, इसके बाद youtube आपके channel का review करेगा और उसके बाद decide किया जाएगा की आपका channel monetization के लायक है या नहीं।

अब आप सोच रहे होंगे की YouTube ने ऐसा नियम क्यूँ बनाया?


दरअसल यह नियम बनाने की पीछे सबसे बड़ी वजह है – फर्जी youtube channels जो की किसी भी Channel के videos को चुराकर उन्हे अपने channel में upload कर money earn करने में लग जाते हैं।
आपने YouTube पर ऐसे कई channels देखे होंगे जो की Scam हैं और कुछ भी नहीं। ऐसे channels की वजह से original video creator को काफी नुकसान उठाना पड़ता था।
कई Brands के advertisers ने अभी -अभी YouTube Ads programmes को boycott किया है क्यूंकी उनकी Ads ऐसे videos में show हो रहीं थी जो की objectionable हैं। इसकी वजह से Google को करीब-करीब $750 million का नुकसान उठाना पड़ा है।


YouTube ने इसी बात को ध्यान में रख कर अब यह नियम लागू किया है ताकि कोई भी ऐसे Scam को control किया जा सके।

अब New Channel बनाया है तो wait करें


अब वो trick को भूल जाइए जिसमे आप Adsense apply करने के लिए youtube का इस्तेमाल करते थे, क्यूंकी अब यहा भी आपको अपने channel के लिए  10,000 views हासिल करेने होंगे।
Channel create करने के बाद कम से कम 10,000 views मिलने के बाद Ads के लिए apply कर सकते हैं।

10,000 Lifetime Views मतलब क्या?

10,000 views का ये मतलब नहीं की आपके सभी videos में 10,000 views हों।
इसका मतलब यह की आपके channel के total all videos के views कितने हैं।
अपने lifetime views देखने के लिए अपने Channel को open करे।
Video manager पर क्लिक करे और open करें।


Video manager में Analytics पर क्लिक करें। यहा आप monthly,yearly,daily या lifetime channel views देख सकते हैं।
नीचे आप मेरे youtube channel के total views देख सकते हैं।

Last Words

ये बात सच है की YouTube पर आप अपना Career बना सकते हैं, लेकिन आपको यह चीज भी accept करनी होगी की यहाँ आपको पूरी ईमानदारी के साथ काम करना है, तभी आप यहाँ successful हो पाएंगे।
आपको अपने videos खुद बनाना है किसी दूसरे creator के videos को आप upload नहीं कर सकते।

Thanks friends to read full article
ye article zyada zaruri tha isliye maine ye post kiya because ye nyi news ayi hai youtubers ke liye
subscribe our site

Thursday 28 September 2017

Youtube Se pese kese kamaye hindi me

YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in Hindi, Youtube Se Paisa Kamane Ki Hindi Jankari: YouTube se paise kamana koi kathin kam nahi hai. YouTube ko google ne videos dekhne ke liye banaya hai. Is par ham jaise log hi video upload karte hai. Iske badle me humari income hoti hai. Isse aap bina paisa kharch kiye free me online income kar sakte ho.

Is post me main aapko YouTube se paise kamane ke bare me bta raha hu. Yaha aapko youtube se paisa kamane ki puri jankari milegi. Aap ya koi bhi new user is post ko padh kar youtube se paisekama sakta hai. Bas aapko video bana kar youtube par upload karni hai.YouTube google ki hi service hai or google fraud nahi ho sakta ye bat sab jante hai. Agar aapko YouTube me interest hai or aap YouTube se paisa kamana chahate ho or video bana sakte ho to thoda time jarur lagega par post ko pura padhna I promise aapko puri jankari milegi. Chaliye jante hai ki YouTube se paise kaise kamaye jate hai.

Wese youtube ke alawa bhi internet se paise kamane ke bahut se tarike hai jinse bhi aap without investment ke online earning kar sakte ho. Jaise blogging, adsense, affiliate marketing in sabse bare me main apni dusri posts me btaya huahaiYouTubechannel videos upload karne ka sabse best platform hai jis par aap video upload kar ke monthly 10,000, 20,000, 50,000 ya fir 1,00,000 yani 1 lakh se jyada earning kar sakteho. Aaj ke time me bahut se log YouTube se lakho rupees kama bhi rahe hai.Aap bhi bhi kama sakte ho but uske liye aap ke pas kuch chijo ka hona bahut impotant hai.
ApnaYouTube channel banane or YouTube par video upload kar ke paise kamane se pahle ye step follow kijiye. Aapko bas yaha bataye steps followkarne hai uske bad aap bhi isse paise kama sakteho.1. YouTube Se Paise Kamane Ke Liye Kya Kya Hona Chahiye“YouTube se paise kamane ke liye kin kin cheezo ki jarurat padti hai?” Ye sabse bada sawal hai kyuki bahut se log isi wajah se YouTube se paisekamane me jyadatar fail ho jate hai. Aapko jyada kuch nahi karna hai bas ye steps follow kare.

Step 1:Maine yaha kuch aesi bate batai hai jo aapme bahut jarur honi chahiye.

1.Your Voice:YouTube se paise kamane me sabse pahle jaruri hai ki aapki aawaj kaisi hai. Kyoki audience video maker ki aawaj par sabse jyada dhyan dete hai.

2.Your Style: Video me sirf bolne or video me samne ho kar users se bat karne me samne rahakar banayi gayi video jyada better hoti hai. Isliye aese me ye aap depend karta hai ki aapki style kaisi hai.Users aapko kitna pasand karte hai.

3.Your Talent: Aap video ke throw logo ko kitna sikha sakte ho impressive kar sakteho jisse wo aapke new video ka hamesha intjar kare.

4.Video Quality: Aapke banaye video ki quality acchi honi chahiye jise jyada se jyada users pasand kare.

Step 2:Yaha main wo chij ke bare me bata raha hu jo aapke pas jarur hone chahiye.

1.Camera: Video banane ke liye aapke pas ek accha camera hona chahiye. Agar aap computer ki screen record kar ke video banana chahate ho to Camtasia studio software use kar sakte ho.

2.Video Editing: Aapko video edit karne ke bare me thodi bahut (basic) jankari honi chahiye jisse aap better video edit kar sako.

3.Computer: Video edit karne ke liye aapkepas ek computer ya laptop hona bahut jaruri hai. Smartphone se YouTube se paise kamane ki soch rakhkar time west mat karo.

4.Good Audience: Video banane se pahle internet par aapke Facebook, google plus,twitter jaise other social media sites partohde bahut friends hone chahiye jo aapke video share karne par aapki video dekhe or aage bhi share kar sake.

2. YouTube Se Paisa Kamane Ka Tarika Youtube se paise kamane ka koi special tarika nahi hai.

Youtube se money earn karne ke liye aapko sirf video bana kar apne yotuube channel par upload karni hai.

 Aapko high qulaity videos banani hogi jinhe log pasad kare or aapko jyada se jyada support mile.

Video bana kar apne channel par upload karne ke bad jab aapki sabhi videos par total 10,00 viewsho jaye to videos ko Various Advertising Networks like google adsense me monetize karna hoga uske bad jab koi aapki videos view karega to aapki income hogi.

Ab aapko ye to pata chal hi gaya hoga ki YouTube par video upload karne se pahle aapke pas kya kya hona chahiye or kin kin chizo ki jarurat hoti hai to chaliye ab aage jante hai ki video se paise kaise kamaa sakte hai.

Youtube sepaise kamane ke kai tarike hai jaise:-

*.Google Adsense: Aap apni videos me adsense ads laga kar eanring kar sakte hai. (Mostly, yotuber yahi tarika istemal karte hai.)*.

Affiliate Marketing & CPA: Sabse pahle aap apne videos se related affiliate market company join kare or apna affiliate link generate kare. Use bad company ke product ke bare me promotion video banaye or video and description me apna affiliate link add kare. Jabviewers aapke referral link par click kar product buy karenge to aapki earning hogi.

Agaraap janna chahate hai ki affiliate marketing seearning kaise hoti hai to aap humari
Affiliate Marketing Kya Hai or Isse Income Kaise Hoti Hai post read kare.*.

Sell Own Product:Aap chahe to youtube par apne khud ke product sell karke bhi paisa kama sakte hai. Iske liye aap apne product ke bare me achhi video banaye or use kharidne ke bare me btane ke sath uski buying process description me bhi add kare taki user aapka product easily kharid sake.*.

Sell Your Videos:Aap chahe to apne video bhi sell karke paisa kama sakte hai. Iske liye aapko high quality video banana hoga jis par lakho views aaye uske bad aap kisi youtube channel admin ya advertiser se contact kar video sell kar sakte hai.*.

Promote other Channels:Iske alawa aap kisi other youtube channel ka promotion karke bhi youtube se paisa kama sakte hai.

3. YouTube Videos Se Income Kaise Hoti Hai - 

Hum jab bhi koi naya kaam start karte hai to hume uske bare me puri jankari hona bahut jaruri hai or agar nahi hai to pahle us kaam ke bare me pata kar lena chahiye.Ye har kam me success hone ki meri taraf se freetips hai to mai bat kar raha tha ki aap

YouTube par jo video upload karoge unse earning kaise hoti hai.

Jab bhi koi user aapki video dekhega to aapki 2 tariko se earning hogi.1.Jab koi aapke videos par show hone wale Overlay ads, Sponsored ads, Skippable video ads par click karta hai.2.Aap kisi bhi company, affiliate product ko promote kar ke bhi YouTube videos sepaise kama sakte hai. Jab koi aapke product ko buy karega to aapko affiliate company se commission milega.3.Aap dusre youtube channel ko promote karoge to apako channel admin iske liye pay karega.

Ab aap soch rahe hai ki mai aapko $1 ya $5 kyu bata raha hun fix income to iski wajha ye ki alag alag country me alag alag tarha se paise milte hai.Examply USA me aapki video ads ek click ke $2 se $10 milta hai jabki India me sirf $0.20 to $2hi milte hai.Agar aap YouTube se paise kamana nahi chahate ho to internet par or bhi bahut se kam aese hai jinse aap ghar baithe paise kama sakte ho.


4. YouTube Se Kitna Paisa Kama Sakte Hai?

Agar aap soch rahe hai ki youtube se ktina kamasakte ho to chaliye main aapko iske bare me bhi bta deta hu. Aap youtube se kitna kamoge ye aapke traffic/views, videos topics and user support par dpend karta hai.Aapko jitna jyada traffic milega utni hi jyada aapki earning hogi. Maine upar youtube se paise kamane ke kai tarike btaye hai. Har tarike se alag alag earning hogi. Adsnese se aap per 1,000,000 views par 300 dollar to $500 tak kama sakte ho.Affiliate marketing me aapke product par milne wala commission aapki earning decide karta hai.
 Jaise aapko per sell 2,000 milte hai or aapko mahine me 100 sel mil jati hai to aapki earning 2,00,000 hogi. Aapko kitni sell milengi wo aapki video ki quality or aapke experience par depend karta hai.
Agar aap khud ke product se earning kar rahe hoya kisi or channel ka promotion kar rahe ho to ye aapke channel ki popularity par depend karta hai ki log aapko kitna pay kar sakte hai or unko kitna fayda hoga.

5. YouTube Se Kamaye Gaye Paise Hume Kaise Milenge

Youtube se kamaye paise aapke account me kaise aayenge ye bahut bada sawal hai. Hum jab bhi koi online work start karte hai to hamare dimag me ek bat jarur aati hai ki hame payment kaise milega or kon hame payment dega.
YouTube par mostly google adsense ke ads laga kar earning ki jati hai. Adsense se hone wali earning ka payment google wire transfer EFT ke through karta hai. EFT ka matlab Electronic Funds Transfer hota hai.Iski process bahut hi easy hai. Aapko bank adsense account me apna bank account add karna hota hai.

Ab aap sab kuchh smjh gye honge Next post me me apko youtube se earning ki or zyada jaankari dunga

so friends kesi lagi apko ye post comment me zarur bataye..

...... thanks all readers..... 

Earning from YouTube

Youtube Channel Par Subscribers Badhane Ki 20 Best Tips

Youtube Channel Par Subscribers Badhane Ki 20 Best Tips By inzmam khan Youtube  video bana kar online money earn karne ka sabse a...